ஆரதி
தென்னாடுடைய சிவனே போற்றி
என்நாட்டவர்க்கும் இறைவா போற்றி
கயிலைமலையானே போற்றி போற்றி!!!
“Om Jai Jagdish Hare” in English:
Om Jai Jagdish Hare,
Swami Jai Jagdish Hare
Bhakt Janon Ke Sankat
Das Janon Ke Sankat
Kshan Mein Door Kare
Om Jai Jagdish Hare
Jo Dhyave Phal Paave,
Dukh Bin Se Man Ka
Swami Dukh Binase Man Ka
Sukh Sampati Ghar Aave
Sukh Sampati Ghar Aave
Kasht Mite Tan Ka
Om Jai Jagdish Hare
Mata Pita Tum Mere,
Sharan Gahoon Main Kisaki
Swami Sharan Gahoon Main Kisaki
Tum Bin Aur Na Dooja
Prabhu Bin Aur Na Dooja
Aas Karoon Main Kisaki
Om Jai Jagdish Hare
Tum Pooran Paramatma,
Tum Antaryami
Swami Tum Antaryami
Paar Brahma Parameshwar
Paar Brahma Parameshwar
Tum Sabke Swami
Om Jai Jagdish Hare
Tum Karuna Ke Sagar,
Tum Paalan Karta
Swami Tum Paalan Karta
Main Moorakh Khal Kami
Main Sevak Tum Swami
Kripa Karo Bharta
Om Jai Jagdish Hare
Tum Ho Ek Agochar,
Sab Ke Praanpati
Swami Sab Ke Praanpati
Kis Vidhi Miloon Gosai
Kis Vidhi Miloon Dayamay
Tum Ko Main Kumati
Om Jai Jagdish Hare
Deen Bandhu Dukh Harta,
Thakur Tum Mere
Swami Thakur Tum Mere
Apne Haat Uthao
Apni Sharan Lagao
Dwar Pada Tere
Om Jai Jagdish Hare
Vishay Vikar Mitavo,
Paap Haro Deva
Swami Pap Haro Deva
Shraddha Bhakti Badhao
Shraddha Bhakti Badhao
Santan Ki Seva
Om Jai Jagdish Hare
Om Jai Jagdish Hare
Swami Jai Jagdish Hare
Bhakt Janon Ke Sankat
Daas Janon Ke Sankat
Kshan Mein Door Kare
Om Jai Jagdish Hare